Monday 20 November 2023

Man ka sapna

Man ka apna sapna hai
Jo bhi hai sab kuch apna hai
Jo mila mughe wo apna hai
Jo nahi mila wo apna hai
Man ka bhai apna sapna hai????
Koi to akhir apna hai
Manzil bhi hai
rasta bhi hai
Gar sath koi apna hai
Par kya yah bhi ek sapna hai????

Sunday 24 September 2017

मंज़िल

Main apna kam karta gaya
Un hi badta gaya
Raste bhi bahut mile
Manzile bhi bahut
Par wakai koi manzil mili????????